People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Man Kunto Maula
Music: Jaffar Zaldi
Lyricist: Sabir Zafar
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Coke-Studio-Season-9-Episode-2/Man-Kunto-Maula/BQ07SBBKeXs
Video:
Naazaan ho kaise na haram
Jisne dekha tha ali
Saare hi jahaanon ne kaha
Waliyon ka tu hi wali,

Jaane tu raaz-i kaainaat
Tu jaane har baat
Hai maula tu ali maula,

Man kunto maula (x3)
Man kunto maula fa-haaza ali-yun maula.

Man kunto maula (x2)

Tu hai kih jis ko nabi ka gharaanah mila
Noor-e khuda se munawwar thikaanah mila
Maula ne maula kaha gawaahi mili
Kaisa zindah tujhe zamaanah mila,

Ho yahan bhi wahan bhi
Jo bhi hai haidari bole ya ali
Sab ka hai yaqeen
Dil jo dhadke to naara lage ya ali,

Man kunto maula
Maula maula maula (x2)

Man kunto maula (x2)

Husn-e haqq waaqif-e asraar-e jali yaad aaya
Markaz-i faqr do ‘aalam ka wali yaad aaya
Jab kabhi maah-e rajab sahn-e haram se guzra
Jab kabhi maah-e rajab sahn-e haram se guzra
Muskaraate hue kaabe ko ali yaad aaya

Man kunto maula
Maula maula

Man kunto maula
Maula
Man kunto maula
Maula maula

Fa-haaza ‘ali-yun maula 
Fa-haaza ‘ali-yun maula

Man kunto maula
Man kunto maula fa-haaza ali-yun maula.

Maula ali maula (x5)

Maula ali maula (x5)

Khusro nijaam ud-din ke dar par
Khusro nijaam
Nizamuddin auliya, khusrau
Khusro nijaam ud-din ke
Nizamuddin auliya, khusrau
Khusro nijaam ud-din ke dar par
Gaayen qaul qalbaanah re
Gaayen qaul qalbaanah re
Gaayen qaul qalbaanah re
Man kunto maula
Maula
Garaj Baras Saawan Ghir Aayo
Singer: Ali Azmat
Music: Ali Azmat
Lyricist: Sabir Zafar
Album: Paap(2004)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Paap/Garaj-Baras/MyMISSUEe1s
Video:
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo

garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo

dekho kaise anjane rasto pe barse ghata
aao le le matvali mastani rut ka maja
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo

aa aa bhi ja meri jaan aa bhi ja
chahe too jeher de ya jeene ki dua
kaisa yeh nata hai saanso se saanso ka
sun toh le de sada bheegi bheegi faja

ye jindagi rango me dubegi
suramai shaam yeh bhulegi na kabhi
koi toh baate ho aankho se aankho ki
pyaar ki roshani jalti bujhti hui

garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo

aao dhundhe mil ke khushiyo ka lamha koi
sine me jo bhadke toh bhadkaye shola koi

garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo

garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo

garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo
garaj baras saawan ghir aayo

garaj baras saawan ghir aayo
Mai Toh Yahi Hu
Singer: Ali Azmat
Music: Vipin Patwa
Lyricist: Dr. Sagar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Main-Aur-Charles/Main-To-Yahin-Hoon-Lekin/NFsAcxByUmU
Video:
main to yahi hun lekin
har koi mujhko dhunde
parwa nahi hai mujhko
dil chahe jaan bhi chhute
khud ko manta rehta
chahein ye duniya ruthe
neendon mein ghuske
karun sapne barbad

jism or jaan mein ab
main aise utar jaunga
aayina dekhiye to main hi nazar aaunga
main to yahi hun lekin
har koi mujhko dhunde
neendon mein ghuske
karun sapne barbad

khud hi uda kar ab
pankho ko kaatu
kaale fasane likhu
kajal churake
khwayisho ke khatir maine
jaal ye bichaya hai

kaale andhero main ab
mera hi saya hai
pankho ko kaatu pehle
fir main karun azad
neendon mein ghuske
karun sapne barbad